Thursday, October 21, 2010

ARZ HAI...10

आँसू मैं ना ढूँदना हूमें,
दिल मैं हम बस जाएँगे,
तमन्ना हो अगर मिलने की,
तो बंद आँखों मैं नज़र आएँगे.
लम्हा लम्हा वक़्त गुज़ेर जाएँगा,
चँद लम्हो मैं दामन छूट जाएगा,
आज वक़्त है दो बातें कर लो हमसे,
कल क्या पता कौन आपके ज़िंदगी मैं आ जाएगा.

2)
पास आकर सभी दूर चले जाते हैं,
हम अकेले थे अकेले ही रेह जाते हैं,
दिल का दर्द किससे दिखाए,
मरहम लगाने वेल ही ज़ख़्म दे जाते हैं,
वक़्त तो हूमें भुला चुका है,
मुक़द्दर भि ना भुला दे,
दोस्ती दिल से हम इसीलिए नहीं करते,
क्यू के डरते हैं,कोई फिर से ना रुला दे,

ARZ HAI...9

ere Zakhmon Pe Aaj Tezab Ki Barish Karne Aye Hai
Hume Dafna Ke Unhe Chain Nahi Mila Isiliye To Aaj Humari Kabar Nilam Karne Aye Hai

Mit Gayi Hasti Humari Yeh Unke Liye Kam Tha
Behaya Ko Dekho Aaj Humari Parchai Mitane Ayi Hai

Pyar Ki Saza Dene Ke Liye Khud Ko Doob Gaya Hoon Ansuon Ke Dariya Mein
Humare Pas Kuch Hai Yeh Unse Bardasht Nahi Hua Isiliye Aaj Dekho Yeh Dariya Kharidne Aye Hai

Poncha Kar Chot Humari Dil Ko
Besharam Ko Dekho Tabyat Ka Hal Punchne Aye Hai

Khade Rehgaye Hai Ek Jagah Pe Iss Bhagdod Bari Zindagi Mein
Aaj Woh Hume Is Zindagi Se Alvida Kehne Aye Hai

ARZ HAI...8

Kabhi Kabhi Ratoon Mein Jagna Acha Lagta Hai
Unki Yaad Aati Hai To Maut Ka Samna Lagta Hai

Wo Bhool Gaye Har Wo Baat Jo Ki Thi Hum Se
Hume Aaj Bhi Un Baaton Ko Sunna Aur Sunana Accha Lagta Hai

Na Jane Wo Kahan Chali Gayi Chod Ke Mera Shaher
Mahefilen Ab Bhi Hazroon Hai Magaar Ye Shaher Virana Lagta Hai

Wo Bewafa Nahi Thi Doosto Uski Koi Majbori Hogi
Muskurati To Ajj Bhi Hai Wo Magar Chahera Begana Lagta Hai

Jab Se Usne Choda Hai Saath Hamara Kasam Se Doosto
Mera Ghar Mera Shaher Ye Sub Khuch Qadeer Maiqana Lagta Hai

Kahoon Ke Mein Uski Juda-E- Ke Alam Mein Kya Lagta Hai
Uski Beruqi Jaise Maiqana Aur Yaad Paimana Lagta Hai

ARZ HAI...7

pyar hai to aansuo ki bhi shaan hoti hai,
pyar na ho to mehfil bhi samshan hoti hai,
sara khel to pyar ka hi hai,
warna janaza or baraat ek samaan hoti hai

ARZ HAI...6SA

Barbaad Hone Do Mujhe, Apni Nazron Se Girne Do Mujhe
Aaj Us Bewaffa Ki Yaad Mein, Jalne Do Muhhe

Aab Hum Jeeyein To Kiss Ke Liye
Maut Ki Raah Par Chalne Do Mujhe

Mat Roko Humein Fanna Hone Se
Tadapti Shamma Ki Tarah Bujne Do Mujhe

Nah Do Humein Rishto Ka Vaasta Tum
Kagaz Ki Kashti Ki Tarah Dubne Do Mujhe

Mat Sikhao Humein Hasna Tum
Saans Lene K Andaaz Bulne Do Mujhe

Mat Dekho Humari Nigahon Mein
Tanhai Mein Aashq Bahane Do Mujhe

Dil Aur Rooh Ko Shikayat Hai Mujse
Kabr Ke Us Par Chupne Do Mujhe

Ishq Mein Marna, Kaam Hai Deewano Ka
Fanna Ho-Kar, Yhe Rasm Nibane Do Mujhe

ARZ HAI...5

Kabhi usne apna hame banaya hi nahi ,
jootha hi sahi pyaar jataaya hi nahi.
kasoor apna hum maan bhi jaate,
par kya kare kasoor hamara hume btaya hi nahi

ARZ HAI...4

ae khuda nazron ko kuch aisi khudai de jidhar dekhon bas wo hi dikhai de
kaash koi aisi baat ho hawa me usko pukaron to bas usi ko sunai de

ARZ HAI...3

Unki Yaad Me Ankhen Zara Bhigo Lete,
Udaaas Raat Ki Tanhaiyon Me So Lete,
Akele Gham Ka Bhoj Sambhalta Nahi,
Agar Tum Mil Jaate Toh Lipat Kar Ro Lete....

ARZ HAI...2

Mujhe Bhi Kisi Se Pyar Tha
Main Zinda Bhi To Ek Laash Tha
Jab Mar Gaya Us Ke Intezar Mein
To Khuda Ne Bhi Kaha
Kyon Kiya Us Se Pyar Jise Kisi Aur Ka Intezar Tha

ARZ HAI...1

Kab Hui Pyar Ki Barsaat Mujhe Yaad Nahi,
Khauf Me Doobi Mulakat Mujhe Yaad Nahi,
Me Tho Madshosh Tha Uski Chahat Mein,
Usne Kab Choor Diya Saath Mujhe Yaad Nahi

ARZ HAI...

Abhi Ke Liye Ye Duri Hum Seh Lenge
Abhi Keliye Tanha Hum Reh Lenge
Kisi Din Tum Aake Humare Ho Jaana
Abhi Ke Liye Aapka Deewana Hum Keh Lenge

Meri Har Khushi Har Dilkashi Mein Aap Mera Sath Rahe
Aapki Hargham Har Sitam Mein Main Aapka Sath Rahun
Meri Har Nadaaniyon Ko Aap Haskar Sahe
Aap Ruthe Rahe Mein Manatha Rahun

Dil Karta Hai Ki Tujhe Dekthe Jaun
Tere Har Ada Ko Apni Dil Ke Tasveer Pe Laun
KAash Tum Chand Ki Jaise Hoti
Itni Duri Se Bhi Tumko Main Dekh Paun

Shukar Hai Bhagwan Ka Usne Duniya Gol Banayi Hai
Jitni Dur Wo Gayi Utni Paas Bhi To Aayi Hai